How to Download Kerala SSLC Result 2022?

Kerala SSLC result un sabhi candidates ke liye jo iss saal exams ke liye appear kiye hai, available hojayegi kerala results ke website pe.

SSLC Examination Government of Kerala ne decide kar liya hai ki wo log kaun se date pe apne results announce karenge.

10th class ki yaani Kerala SSLC Result 2022 10th class release hogi 10 June, 2022 ko aur ye information ekdum sahi hai.

SSLC Examination Government of Kerala ne Times Now News ke report mei ye faisla candidates tak pohchaya hai.

12th class ki results government ne kaha hai ki June 20, 2022 ko niklegi.

Saari jaankaari jo aap ko Kerala SSLC Result 2022 10th class ke baare mei jaanni zaroori hai who sab iss article mei mentioned hai.

Agar aap ek candidate hai jisne iss saal appear kiya tha exams ke liye, aap ke bohot zaroori hai ki results ke date dhyaan mei rakhe.

Kerala SSLC Result Download 2022

March 31 se leke April 29 tak unhone ye exam conduct kiya tha sabhi students ke liye Class 10 ke.

Agar aap ki samasya ye hai ki aap ke man mei sawaal hai ki online ye results niklegi ya offline, tohi ska sahi jawaab hai online.

Ek student ko sirf kerala results ke official website mei jaake ye Kerala SSLC Result Download 2022 ka process pura karna hai aur wo result dikh jayegi jiska information daalte hai aap.

Ye results keval 10 June ke baad hi dikhegi jab Kerala SSLC Result Download 2022 ka option available kar diya jaaye website pe hi.

Kerala SSLC result ko dekhne ke liye aap ko iss website pe jaana padega. – Kerala Examinations Results 2022

Process jo hai Kerala SSLC result download 2022 karne ka wo kuch iss tarah hai:

1. Pehle official website jo hyperlink kiye gaya hai, uspe jaiye (jab aap ke results release hog aye ho)

2. Results release hone ke baad aap ko website mei hi “Kerala SSLC result 2022” ka button rahega. Usey click kar dijiye. 

3. Do text boxes ayenge aap ke paas jisko aap ko fill karna hai. Heading in dono text boxes ki rahegi “registration number” aur “date of birth”. Apne admit card se jo registration number dikhega, usiko daal dena hai sahi box mei aur aise hi kar ke apne janam-tarikh bhi choose kar lena hai.

4. Jab ye dono text boxes filled hai, aap ko neeche diye gaye “Get result”  button pe click kar dena hai aur load karne ka waqt dena hai usko.

5. Aapki result aapke saamne hogi jise aap read uss webpage se hi kar sakte hai aur saath hi saath aapko Kerala SSLC Result Download 2022 karne ka bhi mauka milta hai. PDF format mei aapki result download ho jayegi.

Jab evaluation complete ho jaaye, toh ye results release ki jayengi aur sabhi students isko dekh aur download kar sakte hai. 

Also read – How to get Online UP B.ED JEE Syllabus 2022?

More About Kerala SSLC Results

SSLC Results abhi tak announce nahi kii gayi hai aur issi article mei ye bhi bola gaya hai ki kaun se din mei ye release hogi.

Kerala SSC result 2021 website pe available hai but 2022 ki abhi tak nahi aayi hai.

10th ke results kaafi important hoti hai koi bhi board mei kyun ki isi se faisla kiya jaata hai ki kaun se career choices kaun se student ke liye best hai.

Ye ek aisa bhi class hai jiske baad se specialisation choose karna padta hai aur ye apke marks ke upar bhi depend karta hai.

Agar aap chahein ki science ko leke apna career badhaye, toh acche marks 10th mei aane se wo chiz aasaan hojaati hai.

Kyun ki iska matlab ye hai ki science aur maths ke subjects ka base ban chuka hai student ka.

Physics, chemistry, maths and biology bohot important subjects hai agar science aap ka goal hai.

Important, matlab unn sab mei marks acche aaye toh 11 aur 12 mei science ki specialisation le sakte hai.

Agar science apka goal nahi hai aur aap chahe commerce ya arts ya humanities padhna toh Kerala SSLC result 10th ke marks decent hone chahiye.

Koi bhi tarike se, career choices bohot hai aur jaise bhi marks aaye, kisi bhi student ko niraash nahi hona.

SSLC Examination Government of Kerala main decisions lete hai aur unhone declare kiya hai ki June 10th ko Class 10th ki results release hogi, after evaluation aur June 20th ko Class 12th ki results declare hongi, 2022 ke saal mei.

Leave a Comment