Class 12 Biology Half Yearly Paper 2023 MP Board: Biology, yaani Jiv Vigyan, MPBSE ki one of the most important exams mei se ek hai.
Class 12 ki annual exam ke liye saare students already taiyaar ho rahe hai aur half yearly ki exam MPBSE affiliated saare schools mei liye gaye hai.
Jitne bhi schools MP Board secondary and higher secondary education board se recognised hai, un saare schools mei half yearly hone wali hai.
Half yearly ki pariksha aap ko acha idea de dega ki kaise tarah ke sawaal aap annual exam mei expect kar sakte hai.
MP Board class 12th Biology half yearly paper 2023 MP Board bohot hi jald hamari website hindimestudy.in pe available hongi.
Abhi tak sirf monthly tests hi liye gaye hai saare schools ke aur Class 12 Biology Half Yearly Paper 2023 MP Board abhi tak aayi nahi.
Waise, aapko pata hona chahiye ki kaise sawal aati hai half yearly ki exam mei bhi aur aap ko usi anusar apne aap ko prepare karna hai.
PDF Class 12 Hindi Half Yearly Paper 2023 MP Board
PDF Class 12 Math Half Yearly Paper 2023 MP Board
PDF Class 12 Chemistry Half Yearly Paper 2023 MP Board
Class 12 Physics Half Yearly Exam MP Board 2023 PDF
- 1 Class 12 Biology Half Yearly Paper 2023
- 2 एमपी बोर्ड कक्षा 12 जीव विज्ञान अर्धवार्षिक परीक्षा 2023
- 3 MP Board Class 12 Biology Half Yearly Paper 2023 MP Board Kaisa Aayega?
- 4 MPBSE 12th Half Yearly Biology Exam Answer & Solution
- 5 Class 12 Biology Half Yearly Paper 2023 MP Board Ka Importance
- 6 Class 12 Biology Exam Of Half Yearly Solve Karte waqt: Kya kya Fill Karna Hai?
- 7 Purane Question Papers Solve Karne Ke Fayde
- 8 MP HSSC Question Paper 2023 |एमपी बोर्ड 11वीं पाठ्यपुस्तक 2023
- 9 MP Board class 12th Biology half yearly paper 2022-23
- 10 MP Board class 12th Biology half yearly paper 2022-23प्रश्न 2 निम्नलिखित में से किन्हीं भी 7 प्रश्नों के उत्तर लिखिए।
Class 12 Biology Half Yearly Paper 2023
MPBSE 12th Half Yearly Biology Exam Answer & Solution
MP 12th Model Paper 2023 | Madhya Pradesh Board of Secondary Education (MPBSE) |
---|---|
Name of the Education Board | Board of Secondary Education, Madhya Pradesh |
Article Name | MPBSE 12th Half Yearly Biology 2023 |
Parent organisation | Madhya Pradesh State Government |
Type of Education | Governmental Board of School Education |
Standard | Higher Secondary School Certificate Examination (HSSC) / 12th Class |
Name of the Cource | Arts, Science, Commerce, Vocational |
Download | MP 12th Class Question Paper 2023 All Subject Pdf Format |
official Website | www.mpbse.nic.in |
एमपी बोर्ड कक्षा 12 जीव विज्ञान अर्धवार्षिक परीक्षा 2023
Class 12 ki pariksha aap ke zindagi ke liye bahut important hai. Biology ek isa subject hai MPBSE ke under, jis mein aap chahe toh bahut marks score kar sakte hai.
Ye isliye kyun ki iska syllabus jo MPBSE ke dwara recommended hai, who zyada bada bhi nahi hai.
Agar aap MP HSSC Question Paper 2023 MP Board mein acche marks laana chahte hai toh aap ko taiyari jam kar karni chahiye.
Sari jankari jo aap ko janana chahiye iss MP Board 12th Model Paper 2023 Pdf Download MP Board exam ke baare mein, wo saara hamari website hindimestudy.in mei available hai.
Sirf wohi nahi, monthly tests ke bhi sambandhit sari jankari aur unke solved papers bhi humare website pe available hai toh aur jankari ke liye aap article ke saath jure rahiye.
Ardh-varshik pariksha, yanni half yearly ki exam de kea ap bohot hi saral tarike se jaan payenge ki syllabus ke hisaab se aapki preparation kitni hai.
Agar aap prepared hai, aap ke kaafi acche marks half yearly mei aa sakte hai.
Join Telegram for Latest Updates – Click Here
MP Board Class 12 Biology Half Yearly Paper 2023 MP Board Kaisa Aayega?
Half yearly exam ek bahut accha step hai annual exam ke pehle jo ki aap ki board ki exam hogi.
Is board ki exam me acche marks score karne se aap ko zindagi mei Challenge aur acche colleges milne ki sambhavna bohot zyada badh jaati hai.
Paper board ke through hi taiyar kiya jaata hai jisse aap ko half yearly ki exam deke hi samajh aa jayenge ki kaise tarike ke sawal aate hai.
Usko chod ke, aur bhi kai saare fayde hai half yearly exam ke liye acche se prepare hone ki.
Jab aapki preparation top-notch ho toh aap samajh jaye ki aapko bahut hi acche marks aayenge.
MP Board India ke sabse maane aur jaane huye boards mei se ek hai jahan ki marks aap ko kisi aur board ke jaise hi matter karte hai.
Accha marks matlab accha college jo aap ko aakhir mein ek acchi zindagi ki taraf badh sakta hai.
Jitne bhi students Class 12th ki taiyari kar rahe hai, unhone kaafi sare model papers already solve kar chuke hai aur iss baat ki koi sambhavna hi nahi hai ki Class 12 Biology Half Yearly Paper 2023 MP Board mei kharab marks aaye.
Ye un students ke liye hai jinke preparations already ho chuki hai.
Jin students ne abhi tak chalu hi nahi kiya hai taiyar hone, unke liye ye bahut bada task ho sakta hai.
Agar aap abhi begin kar rahe hai apna preparation toh aap ko kuch cheezein samajhna bahut hi zaroori hai.
Join Telegram for Latest Updates – Click Here
MP Board Class 12 Biology Answer Key 2023
Wo ye hai ki agar aap acche se iske liye prepare kar lenge, toh aap ko apni weak points bhi samajh aa sakti hai.
Ye itna important isliye hai kyun ki aapko ye jaane na bahut zaroori hai ki aap kaun se subject mei ya chapter mei, in biology, thode se abhi bhi unprepared hai.
Confidence bahut hi badiya cheez hai aur aap nahi chahte ki confidence ko chhor ke apke man mei kuch bhi rahe, Class 12 Biology Half Yearly Paper 2023 MP Board solve karte waqt.
Par aapko ye jaan na bhi significant hai ki kaun kaun se chapter pe aap ko zyada dhyaan deni chahiye jo ki exam dene ke baad hi aap ko pata chalega.
Har student ko request kiya jaa raha hai ki aap acche se prepared hoke hi iss exam ke liye appear kare.
Yahan pe diye gaye kuch guidelines ko follow karna bilkul mat bhuliye ga jab Class 12 Biology Half Yearly Paper 2022 MP Board solve karein:
Join Telegram for Latest Updates – Click Here
MPBSE 12th Half Yearly Biology Exam Answer & Solution
- Sabse basic mei se ek guideline ye hai ki Biology ke paper ko solve karne ke samay paper mei zyada sawaal jo aap ne already likh chuki hai, usko cut naa kare.
- Koshish kijiye sab se kam se kam cut kare jab aap paper bhar rahe ho.
- Isse examiner ko ek clear and clear paper milta hai jisse uske saamne bhi aap ka pehla impression accha hota hai.
- Koi examiner nahi chahega ek bahut hi gandi si paper ko check karna.
- Class 12 Biology Half Yearly Paper 2023 MP Board ke kuch sawaalon mein diagrams yaani chitra banana ho jaata hai bohot important.
- Ye is liye kyun ki chitra ke apne allotted marks hote hai jo aap ko grant tabhi hoti hai jab aap ek acchi labelled diagram banaye.
- Toh diagrams practice karna toh bilkul mat bhuliye ga, jab aap Biology exam ke liye prepare kar rahe ho. Labelling karna hai bada zaroori.
- Alag alag rang ke pens ka istemal na karna hi behtar hai. Ek hi colour ke pen se apna pura paper solve karne se neatness aur behtar ho jaati hai.
- Jo sawaal ka jawaab aap ko ek particular point of time pe nahi aa rahi hai, paper solve karte waqt toh pehle aage badhiye aur dusre solve kariye.
- Dusre confident jawaabo ko likhne ke samay aap ko jo sawal aap ko difficult lag rahi hai uske baare mein soch sakte ho aur pata kar sakte ho ki kya jawaab ho sakta hai uska.
Class 12 Biology Half Yearly Paper 2023 MP Board Ka Importance
Class 12th ki exams ki agar aap pichle saal ki paper dhund rahe ho koi bhi subject ki toh ye baat clear kar dena hamara farz hai ki Covid-19 pandemic ke chalte, koi bhi pariksha nahi li jaa rahi thi.
Isi liye 2020 ki MP Board ki papers including Biology, kahin pe bhi available nahi hai.
Since ye exam ek saal baad li jaa rahi hai kafi logo ko lagta hai ki Class 12 Biology Half Yearly Paper 2023 MP Board ki paper mushkil ho sakti hai.
Most of the times, Biology ki paper aasaan hi hoti hai agar aap well-prepared hai syllabus ke according.
Purane question papers solve karne se aap ko pata chalegi ki kaise kism ke sawaal Class 12 Biology Half Yearly Paper 2023 MP Board mei aa sakti hai.
Ye difficult toh nahi hai aur kafi saare 12th ke chhatra model papers bhi solve karne pe vishwas rakhte hai koi bhi badi exam ke pehle.
Half yearly ki exam ko bada isliye maana jaa raha hai kyun ki ye sirf confidence boost karne ke liye hi nahi hai.
In fact aap agar iss paper ko honestly solve karte hai bina cheating kiye toh aap ko pata lag jayegi ki apki taiyari abhi tak kaisi hui hai aur kitna zyada aap ko taiyaar hona padega ye saare exams solve karne ke samaye.
Join Telegram for Latest Updates – Click Here
MPBSE 12th Half Yearly Biology Exam Answer Key 2023
Internet pe dhund ke milna bahut mushkil hai purane question papers aur isi liye hum hindistudyme.in website pe aap ke liye aasani se available purane papers ka list rakhte hai.
Jab waqt aayega tab Class 12 Biology Half Yearly Paper 2023 MP Board bhi available ho jayegi is website mei, wo bhi solved.
The Madhya Pradesh Board of Secondary Education half yearly ki exam legi kyun ki unko apne students ki preparation ka khayal rakhna zaroori hai.
Kabhi kabhi aisa bhi hota hai ki koi particular student ko allow nahi kiya jaata exam ke liye baithne ko, just because wo enough prepared nahi the.
Class 12 Biology Half Yearly Paper 2023 MP Board ki importance ke baare mein niche discuss kiya gaya hai:
MP Board class 12th Biology half yearly paper 2022-23
- Kyun ki ye exam ek saal baad liya jaa raha hai, ye bohot hi important hai students ke liye aur board ke liye bhi.
- Jo students 12th ki acche se preparation kar rahe hai ye unke liye ek stepping stone sabit ho sakta hai.
- Sirf excellent students hi nahi, average students bhi pata laga sakte hai ki kitna preparation hua hai aur kitna karna abhi bhi baaki hai.
- Ye mostly chapters pe based hoti hain kyun ki kuch sawalon ka jawab kisi ek student ko bilkul nahi aata hoga tab hi jab usne chapter ko sahi se padha hi nahi hai.
- Warna sawaal ka jawaab banana apne knowledge se bahut hi achi strategy hai.
- Agar aap acche se analyse karenge toh aap ye bhi samajh payenge ki diye gaye waqt ko dhyan mein rakhna ek samaya ke baad kitna important ho jaata hai.
- Sawaal jinke jawaab acche se aate hai, unko likhiye pehle taaki aakhir mei aap ke paas time bacha rahe jis pe aap mushkil sawalo ke jawab banaye.
- Kabhi bhi jo answer nahi aa rahi hai, uspe waqt zaya na karein. Sirf aur sirf confident wale jawabo se start kare.
- Ye diagrams wale sawal bhi include karti hai, jiska jaisa preference ho. Maximum students diagrams wale sawal last mei solve karte hai taaki writing wale na miss ho jaaye.
- Ye sirf ek guideline hai jo aap follow karke paper likhna hai Class 12 Biology Half Yearly Paper MP Board ka.
- 12th ki saari exams bahut important hai jiski wajah se half yearly ke time se hi log kaafi prepared hote hai.
- In exams ka main intention yehi hai ki students ko analyse kar sake aur students khud ko analyse kar sake. Iske marks utne matter nahi karte jitney annual exams ke karte hai.
Class 12 Biology Exam Of Half Yearly Solve Karte waqt: Kya kya Fill Karna Hai?
MP Board ki exam dete huye ye matter nahi karta ki aap ka naam kya hai ya aap kaun se school se aaye ho.
Roll number hi tumhari identity hai Class 12 Biology Half Yearly Paper MP Board solve karte waqt. Biology ki paper mei galti is liye nahi karna hai kyun ki Biology ek scoring subject hai.
Aap nahi chahte honge ki just because Class 12 Biology Half Yearly Paper MP Board mei aap galt self-info daale aur aap ki itne din ki mehnat ka koi kaam hi naa aaye.
Na ye hum chahte hai na aap, na board toh apna credentials acche se bharein, in order to avoid these mishaps jo preparation ke bhi bahaar hai.
Isi liye kaha jata hai ki chahe ye Biology ho ya kuch bhi, bohot zyada zaroori hai dimag ko kaam karte rehna.
Only that way, pressure nahi rahega dimag pe aur aap easily information transmit kar sakte hai, apne dimag se apne pen mei, while writing.
Ye kuch guidelines hain jinko follow karna bahut zaroori hai:
How to download MP Board Class 12 Half Yearly Biology MCQ Objective Answer Key 2023?
- Sheet ke ekdum pehle hi page mei apna roll number barabar likh dijiye.
- Aap ki naam ya school ka naam bboard ki exams mein dalna nahi hota kabhi aur isi liye sirf aap ki roll number hi aapki pehchaan hai aur jahan pe marks assign kiya jayega aap ko.
- Roll number ko galat bilkul mat likhna.
- Answer sheet jo diya hua jayega MP Board ke dwara, us mei aap sab se kam se kam pages ka istemal karein.
- Iska matlab ye hai ki at least aap answer sheet ke dono side pe likhe, warna aapko khud dikkat ho sakti hai
- Black ya blue pen hi sabse recommended colours of pen hai jo Board ki exam mei easily acceptable hai.
- Ye matter nahi karta ki aap ka school kaun kaun se colours ke pens se likhne deta hai papers aap ko par aapko board exam mein dono colour ko chhor ke kuch nahi istemal karna.
- Units bahut important hai jo ki Class 12 Biology Half Yearly Paper MP Board mei utna istemal nahi hoga.
- Maths aur Physics ke exam ke dauraan units dena bahut zaroori hai kyunki examiners paper check karte samay kis cheez ka bahut baariki se dhyan rakhti hai.
- Diagrams mei labelling karna biology mein bahut important hai.
- Ye itna important hai ki agar aap sirf diagram bana ke aayenge paper mei jis mein koi bhi labelling nah o toh high chances hai ki aap ko uss diagram ke liye koi bhi marks nahi aayega.
- Paper check karna bilkul examiner ke upar hai aur kabhi kabhi jab paper neat and clean nahi aati toh examiners utna dhyan dete bhi nahi hai us answer sheet pe.
- Isi liye, yaad rakhiye ki jitney bhi sawalo ka jawab de rahe hain aap un koi bhi 2 jawaabo ke beech ek considerable amount of space chhoriye.
- Isse examiner agar aap ka answer padhega bhi nahi toh samajh aa jayega ki apne kitni mehnat se aur kitne length ki likhi hai.
Purane Question Papers Solve Karne Ke Fayde
Hindimestudy.in website pe alag alag boards ke including MPBSE and MP Board ke model papers or previous years’/months’ papers available hai.
Kabhi bhi aap ko kahin purane paper se solve karne ka man kare ya refer karne ka man kare toh hamari website mei aake check kar sakte hai.
Agar wo nahi hota toh one time download bhi kiya jaata hai ye papers jo apne hard disk ya phone ROM mei save kar lijiye kabhi bhi access karne ke liye.
Wo bhi free. Humlog kaafi updated rehte hai yaani jab hi MPBSE 12th Half Yearly Biology Paper MP Board ki exam hojayegi, wo paper available ho jayega aur aap ko kuch aur dino ke intezaar ke baad ek solved paper bhi mil jayegi.
Solve ho jaane ke baad ye bahut zyada important hai ki aap ka intention kya hai? Pehle toh aap ye chah sakte hai ki aap ko ek estimate mil jaaye ki aap kitne marks achieve karenge.
Saare sawaal ka jawaab available hone ke bawajood agar aap chahte hai ki aap apna preparation uss din ka dekhe, aur apni galtiyan rectify kare, toh koshish kar sakte hai.
Zaroori nahi hai ki aap saare sawalo ka jawab na dekhe solved paper mei but koshish kijiye isko dubara solve karne ki.
Ye itna ziada important isi liye hai ki sabhi chahte hai ki Class 12 Biology Half Yearly Paper MP Board solve karte samay aap ki taiyari bilkul puri ho aur aap bilkul bhi koi sawal se dare na.
Purane papers solve karne se bahut saare fayde hote hai aur wo yahan mention kiya gaya hai:
Join Telegram for Latest Updates – Click Here
MP BOARD CLASS 12 HY BIOLOGY 2023
- Confidence ko badhane mein bahut saath deta hai purane papers kyon ki almost saare saalon mei paper ka format aur type of questions same hi hote hai.
- Isse aapki mental preparation bohot strong ho jaati hai.
- Kyon ki ye purane papers bhi board hi set karte hai, wo bilkul syllabus ke according hi sawaal karte hai.
- Haan, ye sach hai ki kuch syllabus change ho gayi hai pichle do saal mei par common questions dhundna bilkul bhi rare nahi hai.
- Time limit aur number of questions bahut acche se co-exist karte hai. Board ke papers khatron pe utna pressure nahi dhalti aur agar aap acche se prepared hai toh koi sawaal nhi nahi uth’ta ki aap time barbaad karenge.
MP HSSC Question Paper 2023 |एमपी बोर्ड 11वीं पाठ्यपुस्तक 2023
MP Board 12th Class Model Paper 2023 for 12th Class Pdf
- Puraane Question Papers Ke Links yahan pe di gayi hai:
- Class 12 Biology Half Yearly Paper 2022 MP Board Model Paper PDF Download
- Class 12 Biology Half Yearly Paper 2019 MP Board – PDF Download
- Class 12 Biology Half Yearly Paper 2020 MP Board – Not Available (Not Conducted)
Join Telegram for Latest Updates – Click Here
MP Board class 12th Biology half yearly paper 2022-23
Dosto hum ne aap sabhi ke liye MP Board class 12th Biology half yearly paper 2022-23 ke kuch question le kar aaye hai, jo aap ko niche mil jayenge to aap ready ho jaye.
प्रश्न 1. निम्नलिखित में से सही विकल्प का चयन कर अपनी उत्तर पुस्तिका में लिखिए।
(1) मुकुलन द्वारा जनन किसमें होता है-
- यीस्ट
- पेनिसिलियम
- पैरामीशियम
- इनमें से सभी
(2) निषेचन के बाद अंडाशय परिवर्तित हो जाता है-
- फल में
- बीज में
- पुंकेसर में
- पेरीकार्प
(3) निम्न में से कौन सा जीव सजीव प्रजक है-
- पक्षी
- सरीसृप
- स्तनी
- उभयचर
(4) परागकण की बाहृ भित्ति बनती है-
- सेल्यूलोज द्वारा
- स्पोरोपोलेनिन
- पैक्टो सेल्यूलोज
- लिगनेन द्वारा
(5) नारियल का नारियल पानी क्या है-
- अपरिपक्व भ्रूण
- मुक्त केंद्रकी भ्रूण कोष
- बीज चोल की सबसे अंदर की सतह
- अपभ्रष्ट बीजांड काय
(6) किसी पराग कोष की लघुबीजाणुधानी की सबसे बाहृय व सबसे भीतरी परतें क्रमश: होती हैं-
- एंडोथीसियम एवं टेपेटम
- एपिडर्मिस एवं एंडोडर्मिस
- एपिडर्मिस एवं मध्य परतें
- एपिडर्मिस एवं टेपेटम
(7) भ्रूणपोष में निषेचन के बाद नष्ट होने वाली कोशिकाएं हैं-
- सहाय कोशिकाएं एवं प्राथमिक भ्रूण कोशिका
- सहाय कोशिकाएं एवं प्रति ध्रुव कोशिका
- प्रति ध्रुव कोशिका एवं प्राथमिक कोशिका
- अंड कोशिका एवं प्रति ध्रुव कोशिका
(8) मानव है-
- अंड प्रजक
- सजीव प्रजक
- अंड जरायुज
- अ एवं ब दोनों
(9) ओव्यूलेशन (अंडोत्सर्ग) किस हार्मोन से प्रेरित होता है-
- 1.T.S.H
- I.H
- F.S.H
- A.C.T.H
(10) अतिरिक्त संरचना जो भ्रूण को पोषण प्रदान करती है-
- उल्ब
- नाभिका
- जरायु
- अपरा
(11) ध्रुवीय काय का निर्माण होता है-
- अंड जनन में
- शुक्र जनन में
- निषेचन में
- शुक्र कायांतरण में
(12) मनुष्य में भ्रूणीय झिल्लियों की संख्या होती है-
- 2
- 3
- 4
- 0
(13) भ्रूण कि 16 कोशिका वाली अवस्था कहलाती है-
- गैस्ट्रूला
- मोरूला
- ब्लारटुला
- उपरोक्त में से कोई नहीं
(14) एक्रोसोम का संबंध है-
- माइट्रोकांड्रिया
- गालगी काय
- राइबोसोम
- लाइसोसोम
(15) मानव जनसंख्या का जनसांख्यिकी अध्ययन कहलाता है-
- क्रोनोलॉजी
- जनसंख्या विज्ञान
- डेमोग्राफी
- सोनोग्राफी
(16) जन्म दर तथा मृत्यु दर का अनुपात कहलाता है-
- जैविक इंडेक्स
- जनसंख्या घनत्व
- टोटल काउंट
- उपरोक्त में से कोई नहीं
(17) मुखीय गर्भनिरोधक में होता है-
- प्रोजेस्ट्रोन
- LH
- ऑक्सीटॉसिन
- स्टेरॉल्स
(18) copper-t का क्या उपयोग होता है-
- अंडोत्सर्ग को रोकना
- निषेचन को रोकना
- ब्लास्टोसिस्ट के स्थापन को रोकना
- युग्मक जनन को रोकना
(19) सिफलिश रोग उत्पन्न होता है-
- पेस्टुला द्वारा
- लेप्टोस्पाइरा द्वारा
- ट्रिपोनिगापैलिडम द्वारा
- विब्रियो द्वारा
(20) एग्रीआरोसेंटसिस प्रक्रिया अपनाई जाती है, गर्भावस्था के-
- 8-10वें सप्ताह में
- 20-22वें सप्ताह में
- 15-20वें सप्ताह में
- गर्भावस्था में कभी भी
(21) एस. टी. डी. है-
- गोनोरिया
- मलेरिया
- पीलिया
- नर बंध्यकरण
MP Board class 12th Biology half yearly paper 2022-23प्रश्न 2 निम्नलिखित में से किन्हीं भी 7 प्रश्नों के उत्तर लिखिए।
- जूस्पोर तथा युग्मनज अंतर लिखिए।
- पुनरुदभवन क्या है? उदाहरण लिखिए।
- मादा युग्मकोद्भिद के एक बीजाणुज विकास से क्या समझते हैं।
- एक प्रारूपी आवृत्तबीजी बीजांड का नामांकित चित्र बनाइए।
- स्निर जिड की स्थिति एवं कार्य लिखिए।
- शुक्राणु जनन से क्या समझते हैं?
- मानव शुक्राणु का नामांकित चित्र बनाइए।
- कापर्स ल्युटियन एवं वैराकटॉमी के बारे में लिखिए।
- एग्नियूसेंटेंसेस क्या है? इसका महत्व लिखिए।
प्रश्न 3. निम्नलिखित में से किन्ही भी 7 प्रश्नों के उत्तर लिखिए।
- अंड प्रजक जंतुओं की अपेक्षा सजीव प्रजक जंतुओं के जीवित रहने के अवसर अच्छे होते हैं क्यों?
- यद्यपि आलू का कंद भूमिगत है फिर भी इसे तना माना जाता है। क्यों?
- सेब को आभासी फल क्यों कहते हैं? पुष्प का कौन सा भाग की रचना करता है?
- विपुरांन से क्या तात्पर्य है? एक पादप प्रजनक कब और क्यों इस तकनीक का प्रयोग करता है?
- सत्य फल एवं आभासी फल में अंतर लिखकर उदाहरण लिखिए।
- वृष्ण उदर गुहा के बाहर क्यों पाए जाते हैं? कारण बताइए।
- एक अंडे और उसके युग्मनज के बीच में गुणसूत्र संख्या का क्या अनुपात होगा बताइए कि अनुवांशिक दृष्टि से यह किस प्रकार अंडे से भिन्न होता है।
- निम्न में कौन से अंग बनते हैं नाम लिखिए-
एक्टोडर्म
मीजोडर्म
एंडोडर्म
- परखनली शिशु, सामान्य शिशु से किस प्रकार भिन्न है? समझाइए।
- समाज में ज्यादा कुप्रथाएं किस प्रकार जनसंख्या वृद्धि में सहायक है?
- किसी व्यक्ति को यौन संचारित रोगों के संपर्क में आने से बचने के लिए कौन से उपाय अपनाने चाहिए।