How to check AP RGUKT IIIT Application Status 2022-23?

AP RGUKT IIIT Application Status: Aaj ka ye article un sabhi Andhra Pradesh ke students ke liye hai jisne Rajiv Gandhi University of Knowledge Technologies me Btech program ke liye apply kiya hai.

Aaj ke article me hum aap sabhi ko AP RGUKT IIIT Application Status and RGUKT CET 2022 ke bare me detailed information dene vale hai. 

Iske alava hum aap sabhi ko ye bhi batayenge ki AP RGUKT Online Application Status Check kaise karte hai and ye karna ku jaroori hota hai.

Complete information prapt karne ke liye aap sabhi se yahi anurodh hai ki is article ko end tak padhiyega.

AP RGUKT IIIT Application Status

AP RGUKT IIIT Application Status 2021

Dosto Rajiv Gandhi University of Knowledge Technologies me jin students ne B.Tech programme ke liye apply kiya hai, un students ko apna AP RGUKT IIIT Application Status ek bar jaroor check krna chahiye.

Iska sidha sa reason ye hai ki kayi baar RGUKTCET Application 2022 ko incomplete details ya inappropriate documents, supported documents deficiency ke karan reject kar diya jata hai.

Iska pata agar aapko sahi samay par chal jaye to aap jald se jald apne application ko correct karke dubara submit kar sakte hai.

Online application ke print out ko submit karne ke baad se hi ye service shuru kar di jati hai, jiske tehet candidates apni AP RGUKT IIIT Application Status ko monitor kar sakte hai.

Yadi aap ki application kisi reason se reject ho jati hai to aap sabhi ke liye yahi salah hai ki jald se jald us kami ko pura karke apni application ko re submit kar lein.

RGUKT IIIT Campuses at Andhra Pradesh and Telangana

Yha par kuch RGUKT IIIT Campuses mention kiye gaye hai jinki seats ke liye aap sabhi ne AP RGUKT IIIT Application submit ki hai.

  • RGUKT IIIT RK Valley (Idupulapaya) Campus – Kadapa District, Andhra Pradesh
  • RGUKT IIIT Srikakulam Campus – Etcherla, Andhra Pradesh
  • RGUKT IIIT Nuzivid Campus – Krishna District, Andhra Pradesh
  • RGUKT IIIT Ongole Campus – Mangamur Road, Sundhar Nagar, Ongole, Andhra Pradesh

Ye char campuses hai jaha par B.tech programme ke liye RGUKT CET 2022 conduct karaya jayega.

Aaiye ab hum dekhte hai ki aap apne AP RGUKT IIIT Application Status ko kaise check and correct kar sakte hai.

Note – Similar latest notifications, model papers, previous year papers, short notes, ko regularly pane ke liye humari website hindimestudy.in se continuously connected rahe. Yaha hum aap sabhi ki sahayta ke liye important jankari late rehte hai.

How to check AP RGUKT IIIT Application Status 2022?

AP RGUKT IIIT Application Status ko check karne ke liye aap sabhi ko niche diye hue steps ko properly follow karna hai.

Inhi steps me humne ye bhi mention kiya hai ki application reject hone par aapko kya karna hai.

Dosto sabse pehle, RGUKT reject hone vali applications ki ek list jari karegi.

Is list me un candidates ki information di gayi hogi jinke applications reject hue hai. Sath me hi aapko reject hone ka karan bhi bataya jayega.

  1. Jab ye list official website par available hogi, to aap apne AP RGUKT IIIT Application Status ko check kar payenge.
  2. Check karne ke liye sabse pehle aap sabhi ko RGUKT ki official website – https://rgukt.in/ par visit karna hai.
  3. Iske baad aap sabhi ko latest updates ke section me rejected applications ki PDF ki notification dikh jaygi.
  4. Us notification oar click karne ke baad aap apni reference ID ya hall ticket number ki help se apne AP RGUKT IIIT Application Status 2022 ko check kar sakte hai.

Agar aapki application successfully accept ho gayi hai to aap ko nischint ho jana hai and agar aapki application reject ho gayi hai to aapko vha par uska reason bhi dikh jayega.

Dosto agar apni AP RGUKT IIIT Application Status check karne me koi bhi dikkat ya pareshani aa rahi hai to aap hamare telegram channel ke jariye hume bata sakte hai.

Apne reason ko sahi karke aap same manner me apni application ko dubara se submit kar dena hai.

Dosto aap ko dhyan rakhna hai ki application resubmit karne ke liye di gayi due date se pehle hi apni application submit kni hai.

Frequently asked questions

Kya AP RGUKT IIIT Application Status ke regarding hume official notification milegi?

Ha, aapki application ke regarding aap sabhi ko aapki registered E-mail ID par notification bheji jayegi. Is notification se bhi aapko apni AP RGUKT IIIT application status pata chal jayega.

RGUKT ki official website konsi hai?

RGUKT ki official website ka URL hai – https://rgukt.in/. Yahi par sabse pehle rejected candidates ki list ki PDF jari ki jayegi.

RGUKT IIIT Application Status ki accepted/rejected candidates ki list kab tak jari ki jayegi?

Dosto, iski abhi koi official date announce nahi ki gayi hai, isliye aap ko yahi salah denge ki aap official website kodaiky check karte rahiye. Yahi par aap ko fresh application submit karne se related important date ke bare me bhi bataya jayega.

Conclusion 

Dosto aap sabhi ne is article ke madhyam se jana hai ki aap AP RGUKT IIIT Application Status 2022 ko kaise check kar sakte hai and rejected application ko kaise thik kar sakte hai.

Hum aap sabhi ko yahi salah denge ki continuously official website ko check karte rahiye kuki rejected applications ki list sabse pehle vahi publish ki jayegi. 

Aapko time rehte application reject hone ke reason ko theek karna hai and due date se pehle apni nayi application ko submit karna hai.

Agar aapko iske regarding koi bhi latest update sabse pehle chahiye to aap hamre Facebook, Telegram channel, Twitter page par jake hume follow kar sakte hai. Yaha par aap hamare sath apni problems and doubts bhi share kar sakte hai.

Jaise hi rejected candidates ki list jari hogi, hum use aap sabhi tak sabse pehle phuchane ki koshish karenge. 

Agar aap sabhi ko os article se koi help mili hai and isse apki queries solve hui hai to aap hamare is article ko share kar sakte hai. Kisi bhi tarah ke assistance ke liye comment section ka use karna na bhule.

Also read – Bihar Board 10th Class Important Question

Leave a Comment